Social Circus Discography

sc_front

 

Meri Daastan

Meri Daastan

Rahoon mein na roke mujhy koi asman
Mera dour sitara
Main to younhi thera sadioon se yahan
Hai mera yahan kya
Jab se badla hai maine rasta
Badli hai duniea meri
Meri apni to hai abh ye her khushi
Basti hai apni meri
Jalte bhujte rahe sare nishaan
Sub se hai bawra mera jahan
Haan dil ka jahan
Koi bhi na jana meri kya hai dastan
Mera kya hai fasana
Jano nahi dhun mein kya maine kaha
Duniea ne suna kya
Apni hasti se woh pora kia
Jeevan mein jo tha khala
Ayse rangoon ko phir maine chuna
Jin ki thi apni ada
Jalte bhujte rahe sare nishaan
Subse hai bawra mera jahan
Haan dil ka jahan
Apni hasti se woh pora kia
Jeevan mein jo tha khala
Ayse rangoon ko phir maine chuna
Jin ki thi apni ada
Jalte bhujte rahe sare nishaan
Subse hai bawra mera jahan
Haan dil ka jahan
Dil ka jahan? dil ka jahan? dil ka jahan

Deewana

Deewana

Deewana tha main deewana ye na jaan-e-maan ye na jana
Ban jaye ga youn afsana ye na jaan-e-maan
Raat ka tha sama tu mere sang tha
Deewana tha main deewana ye na jaan-e-maan ye na jana
Ban jaye ga youn afsana ye na jaan-e-maan ye na jana
Pyar ki shama jalti rehi
Raat bhi youn hi dhalti rahi
Baat kya dil ne dil se kahi
Mere tak khusboo ati rahi
Khusboo teri baatoon se teri sansoon se
Deewana tha main deewana ye na jaan-e-maan ye na jana
Ban jaye ga youn afsana ye na jaan-e-maan
Hum mile is terha agg ne choo lea
Woh samme jo ke guzere hoeye
Yaad ne pal woh sare chooye
Phir kahan dil pe qaboo raha
Pocho na maine phir kya kaha
Kali? kali ankhoon se jhuki palkoon se
Chanchal dorr dil ki dorr bandhoon tujh se sada
Loun main tera naam youn subho shaam nahi tu mujh se juda
Nai ik pal mere humsafar meri ho gi dastaan
Thame ga hath de ga ye sath ho ga tu meherbaan
Chanchal dorr dil ki dorr bandhoon tujh se sada
Loun main tera naam youn subho shaam nahi tu mujh se juda
Nai ik pal mere humsafar meri ho gi dastaan
Thame ga hath de ga ye sath ho ga tu meherbaan
Raat ka? raat ka tha sama tu mere sang tha
Pyar ki shama jalti rehi
Raat bhi youn hi dhalti rahi
Baat kya dil ne dil se kahi
Mere tak khusboo ati rahi
Khusboo teri baatoon se teri sansoon se
Deewana tha main deewana ye na jaan-e-maan ye na jana
Ban jaye ga youn afsana ye na jaan-e-maan ye na jana

Gagun

Gagun

yeh gagun gagun andhiyare
yeh jaltay bhujtay sitary…
doori main doobtay hain saray
undekhay jahan yah saray
main to na janu
chahray hain ya yeh perchaiyan
…………..
hai kia…tu bata
yeh zameen…aasman
har makan…la makan
har nishan …be nishan
bekhabar sab yahan
tu kahan …main kahan
……………….
kho gaya chand bhi…kho gae kahkashan
yeh dhundlee se tarveerain
yeh mittee huwee tahreerain
sab azal abad ke lakeerain
hain uljhee huwee zanjeerain
……….
aaina poochay…chahray hain yah yeh parchaiyan
…..
hain kia ..tu bata
yah zameen…aasman
har makan …la makan
har nishan …be nishan
bekhabar sab yahan…tu kahan ..main kahan
kho gaya chand bhi….kho gae kahkashan ………..

Kab Yeh Jaana

Kab Yeh Jaana

Aao naa is roshni kay shehar mein
Rangon ki is lehar main
Doobein…
Jaago na kyun din mein hain andhera
Kyun raaton mein savera
Teray..
Mein…
Mein hoon aasman ka baadal
Tu.. hai baad -e- saba
Mein…
Mein samandaron ka pani
Tu.. jalta sehra
Roko na jo lamha kat raha hai
Sadiyon mein bat raha hai
Kaise..
Dekho to andar jo ek safar hai
Tu us say bekhabar hai
Kaise..
Mein…
Mein hoon ek hawa ka jhoka
Tu.. hain sanson ki yaad
Mein…
Mein hoon baat unkahi si
Tu.. hai lafzon ki laa
Kab yeh jaana kyun hai rung yeh juda
Kab yeh raaz khul gaya, sab ne jaana jaana
Pehchaana kyun yeh roshni si hai, raks zindagi say hai
Yaheen rehna rehna
Kab yeh dekha woh jo aina sa hai kab woh chehra mil gaya
Maine dekha dekha
Kab yeh socha jab hai jism meray paas, kyun hai rooh ki talaash
Kab bujhe gi pyaas
AA AA
Jis ko hai aaas zinda hai woh, hai woh jahan, hooo hoo
Mein…
Mein hoon jagta ujala
Tu..
Tu saaya mera
Mein…
Mein hoon baat unkahi si
Tu..
Tu hai jiski sazaa
Kab yeh jaana kyun hai rung yeh juda
Kab yeh raaz khul gaya, sab ne jaana jaana
Pehchaana kyun yeh roshni si hai, raks zindagi say hai
Yaheen rehna rehna
Kab yeh dekha woh jo aina sa hai kab woh chehra mil gaya
Maine dekha dekha
Kab yeh socha jab hai jism meray paas, kyun hai rooh ki talaash
Kab bujhe gi pyaas
Kab yeh jaana kyun hai rang yeh juda kab yeh raaz khul gaya
Sab nay jaana jaana…
Bhaago naa saaya tumhare peechay rasta tumhare aagay
Aagay…hey

Mein Chala

Mein Chala

Mujhy mar gayea
Dil har gayea
Youn tera hasna hasana
Tu ne dekha youn
Main kyse kahoon
Ye tera banna banana
Baatoon mein kya baat hai dekho din raat hain kya keroon
Ye jo tere khawab hain nazar ayein na kya kahoon
Baatoon mein kuch or hai, Hoon teri neendoon se main chala
Sansoon ka jo shor hai ye koi or hai main chala
Raatoon ka to chand hai magar mand hai main chala
Logoon se kya wasta dila rasta main chala
Dekha na socha na thera na
Kysi mulakat hai na koi sath hai kya hoa
Bholi hoi yaad ko awaz doon kyu bhala
Tu kaheen or hai main kaheen pas hoon fasla
Main jo teri dhoop main jo ruka jal gayea
Main kisi roz gum apnoon mein hi, tu bata
Na bhula is terha ke na mila, main chala
Dekha na socha na kaheen bhi
Baatoon mein kya baat hai dekho din raat hain kya keroon
Ye jo tere khawab hain nazar ayein na kya kahoon
Baatoon mein kuch or hai, Hoon teri neendoon se main chala
Sansoon ka jo shor hai ye koi or hai main chala
Raatoon ka to chand hai magar mand hai main chala
Logoon se kya wasta dila rasta main chala
Dekha na socha na kaheen bhi

Na Re Na

Na Re Na

Aaaah, janmoo ko
tu phir se jala
Aaaah , sansoo main tu dil se na ja
pass aney dey mujy
janey dey mujey eey
nenoo k paar
na re na
na reeh naaaa
……..
tohey geet suna
na re na
na re naaa
torey peet na paney..
khamoshi ki lehrein
hawa main na dehrein
aa geetoo ki
leh ko bara
tanha yey maan hai
koi khali pan hai
jaisey ho,hur yey kalaa
rangoo main tum ho
kayalaon main tum ho
na janey tu hai khaain aaan
jab dil jaley………
Aaa, janmoo ki
tu sun ley kaata
aa jeven main
tu aa k na jaaa
yaaa aaar
chaoan main tujy
chuney dey mujy
sansoo k taar
na re na
naa re naaaa
…………..
koihey geet suna
na re na
naaa reeeh naa
torey peet na paney..
sitarey bi chup hain
nazarey bi chup hain
aa janey ka sur tu bata,aaah
tu bi na maney
koi bi na janey
kaisey ho,hur yey kalaaaa
rangoan main tum ho
kayalaon ghum ho
na janey tu hai khain aaah
jab dil jaley
jab dil jaleyxx4
jab dil jaley (na re na)
nehna khaien(na re na)
jab dil jaley
sitarey bi chup hain(na ree
nazarey bi chup hain( na re naa janey ka sur tu bata,aaa( na re na
tu bi na maney(na re koi bi na janey(na re kaisey ho,hur yey kala(na re naa
rangoan main tum ho
(na re kayalaon main ghum ho(na re na janey tu hai kahain(na re na
khamoshi ki lehrein
huwa main na dehrein
aa getoan ki leh ko bara(na re naa)

Neela Aasmaan

Neela Aasmaan

kahin hai(ye)NEELA aasman kahin hai yeh NEELA ye jahan nera

mere NEELE na na ta oh ma ma na na na NEELE neehre na kabhi hai
yeh NEELA aasman nere nere NEELE nah nah ta ta oh ma ma don`t u
cry ahhhh don`t u cryyyyyyyyyy DONT U kabhi hai yeh NEELA na na
………
ta na na na NEELE yeh jahan ahhhh ta re ta na la na na na na re
na na re na na re na ahhh na na na na na OH rera re re re ra ra
ra re re —- heyyyyyyyyyyy heyyyyyy na na na teta oh mama ahhh
ahhhhh ahhhheyyy ah te na na ta na na re re na re ahhh na na re
…………..
na re na na NEELA na na na na na NEELE tere ta ne ne re NEELE
na na teta ma ma ma NEELE na na te ta oh ma ma don`t u crrryyy
ahhhh ahh` don`t u cryyyy ahhhh don`t u cryyyy ahhhhhh don`t u
crryyyyyyy aaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhh . . . .

Sanson Ko Sanson Ne

Sansoon ko Saansoon ne

Sanson ne sanson se dil ne ye dil se kaha
Sayea tera ashna sa lagne laga
Ankhein bhi lagi gane ghazal
Sapna bhi apna abh rangeen lagne laga
Tere mere sath kya nahi
Rangoon ki oor aa
Ye din raat tham gaye
Sooraj bhi ghabra gayea
Mere pas kya nahi
Roh mein tu jab se basi
Intazar bhi nahi
Jab se tu mujh ko mili
Aage sans torre dil
Nazarein jab bhi mili
Abh ehsas bhi nahi
Chaai hai ik bekhudi
Mujh ko bhulana na
Sanson ne sanson se dil ne ye dil se kaha
Tere mere sath kya nahi
Rangoon ki oor aa
Ye din raat tham gaye
Sooraj bhi ghabra gayea
Mere pas kya nahi
Roh mein tu jab se basi
Intazar bhi nahi
Jab se tu mujh ko mili
Aage sans torre dil
Nazarein jab bhi mili
Abh ehsas bhi nahi
Chaai hai ik bekhudi
Mujh ko bhulana na
Hoi der ager ane mein
Dil ko bata dena
Shama jala dena
Raste bula rekhna
Aaon ga dil mein leher ban ke
Sanson ne sanson se dil ne ye dil se kaha
Sayea tera ashna sa lagne laga
Ankhein bhi lagi gane ghazal
Sapna bhi apna abh rangeen lagne laga

 

Background :

Alis first Solo Album as an Solo Artist. The Distinction that Ali Made.

Album Making Photos:

www.scriptsell.net