Albums
Talaash
Ansoo bheegi yaadeinPalat kay jo dekha aankhein hoeen nam
Aaya nazar jab adhoora sa jeevan
Palat kay jo dekha aankhein hoeen nam
Aaya nazar jab adhoora sa jeevan
Jeevan aaya mujh ko nazar
Totay totay waaday
Ujhray ujhray sapnay
Totay totay waday
Dhoondain waqt kay narm saaey
Kal bhi tha khandar
Ab bhi hai veeran
Kal bhi tha khandar
Ab bhi hai veeran
Mange hai jeevan pal bhar sahara
Palat kay jo dekha aankhein hoeen nam
Aaya nazar jab adhoora sa jeevan
Yaadein bheegi yaadein
Gham say sonain na dein
Yaadein bheegi yaadein
Yaadein
Jeenay na dein
Palat kay jo dekha aankhein hoeen nam
Aaya nazar jab adhoora sa jeevan
Mange hai jeevan pal bhar sahara
Ghaflat
Khushk patay bikhray hain zameen pe
Keh kabhi choomain inhain saawan kay saey
Andheri chadar auray hai har subah
Andheri chadar auray hai har subah
Keh kabhi phir issay roshni nazar aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Band razan goonjay hain harr taraf
Keh kabhi phir sehra jangal bann jaey
Khamosh hai zameen apni safaee main
Khamosh hai zameen apni safaee main
Keh kabhi phir apni matti say pyaar laut aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Damm ghutay hai har pal….har qadam
Keh kabhi phir yahan zindagee aa jaey
Sard chehray dekhay hain dhundhlay khwaab
Keh kaash phir kal saaf nazar aaey
Faza liye phire ghaflat ka ghubar
Keh hawa phir kabhi sang khushboo laey
Fazaaa
If you want
If you want to love somebody
Why not me
When you need to touch somebody
You can touch me
Living isn’t always easy
When you hurt so much inside
Lowly hours and the days go by
With the tears falling from your eyes
Its not enough just to realize
The sh** that happened to you
But tell me girl are you always so shy
And does the silence tell the truth
When you need to believe in someone
If you want believe in me
Step outside your lonely world
And take me by the hand
Pretty girl with your silver smile
Let me be your lovely man
You didn’t want money and all the fancy cars
And no rivers and the beach
All you wanted was a whole lot of love
And babe thats what you’ll get from me
Just stop and look into my eyes
And they will have you hypnotized
lady magic
Do you believe in magic
Would you believe in miracles
A woman I know shes go the power
Shes so magical
She told me I fly like an eagle
She told me I roar like a tiger
With a wave of her hand she cast a spell
And I, I’m flying higher
Lady, lady magic
Please me please dont tease me
Magic magic lady
You drive, drive me crazy
She blew in my life like a summer breeze
And built my world with emotion
She promises things I wanna believe
And I, I’m in confusion
Lady, lady magic
Please me please dont tease me
Magic magic lady
You drive, drive me crazy
Shes like an angel
Shes like a devil
Shes got the fire burning in desire
She takes me higher
She worships my soul like an angel
And makes love to me like a devil
She’d do anything to possess me
Shes a rebel
Lady, lady magic
Please me please dont tease me
Magic magic lady
You drive, drive me crazy
jazba junoon
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Apna ghar
Apni sar zameen
Sab kuch hai
Bas yaheen
Itna to hai hum ko yakeen
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Barhna hai Aagey har kadam
Jab tak hai dam mey dam
Barhna hai Aagey har kadam
Ho gi kabhi himmat na kam
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Our Land
We talked about love
We talked about hate
We talked about sorrows
and all the things that we dont have
Lets not talk about it about it about it
We talked about your fashion sales
we talked best friends
We talked about sex and money
Weve been talking about fame
Stop talking about it lets talk about our land
So dark so grave
Is it ever gonna be the same
Fathers in the desert
And the mothers been really scared
Brothers been stabbed in the back
And theres no one to blame
Who to be blamed
When its us whos doing it all
Do you think this stuffs gonna take
A Load of so many lifeless bodies around you to surround you
You should stand up for your right
Stop the feeling, never subside
But the black called white
Cuz you’re free
Free to be yourself
free to build your world
if youre ever gonna change
Change for the better
Change for your brother one another
Pehli lagan
Bhoolta hee nahin
Khushboo sa woh badan
Dhoondtee hai jisay
Sanson ki har shikan
Bhoolta hee nahin
Khushboo sa woh badan
Dekhtay hee jisay
Ho gaya tha milan
Dekhnay main kiran
Choonay main agan
Yaad hai mujhe
Mann ki woh dukhan
Bhooltee nahin
Woh pehli lagan
Yaad hai mujhe
Woh khushboo sa badan
Beetee huwee baaton ko sochon to
Jalta hai mera mann
Mein kahan woh kahan
Bas yaadein reh gaeein
Keh saka jo na mein
Woh baatein reh gaeein
Jaagnay kay liye
Bas raatein reh gaein
Rastay hain wohi
Dooriyan barh gaein
Chertee hain mujhe
Meri tanhaian
Yaad hai mujhe
Mann ki woh dukhan
Bhooltee nahin
Woh pehli lagan
Yaad hai mujhe
Woh khushboo sa badan
Beetee huwee baaton ko sochon to
Jalta hai mera mann
Heeray
Nee heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Chadeen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Sanoon puleen na kadi
Heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Chadeen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Sanoon puleen na kadi
Saray apnay paraey pechanee tu
Main wan tera te meri jawanee tu
Meray tartee tay rab di nishaani tu
Vekheen hoein kadi na begaani tu
Nee heeray
Nee Heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Chadeen na kadi sajna noo
Nee Heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Sanoon puleen na kadi
Saray duniya te jhagray te cheray nay
Soonay bin teray dil walay veray nay
Tanay aashiq hamesha na khelay nay
Saaday beri ziyaadan te khelay nay
Nee heeray
Nee Heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Chadeen na kadi sajna noo
Samjhee sajna de doongay isharay nee
Kalyaan reh kay na honday guzaray nee
Ranjha aaya ae teray dawaare nee
Jogi bann kay tenoo pukaray nee
Jogi bann kay tenoo pukaray nee
Nee Heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Chadeen na kadi sajna noo
Nee Heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Sanoon puleen na kadi
Nee heerayyyy
Nee Heeray nee heeray
Puleen na kadi sajna noo
Nee heeray nee heeray
Chadeen na kadi sajna noo
Talaash
Tapti dhoop talay
Chaon ki hai talaash…Talaash
Tasub ki dhool thamay
To milay shanakht…Talaash
Tapti dhoop talay
Chaon ki hai talaash
Tasub ki dhool thamay
To milay shanakht
Choomain agar yeh zameen
Choo lein gaey hum aasman
Sochain abhi hum agar
Guzar jaein gaey imtihaan
Tulaba kay darmiyaan tassadun ki wajah say campus ki zindagi barbad
Wazeer-e-aazam nay gehray ranj-o-gham ka izhaar kya hai
Nafraton main ghirain
Nochain apni hee laash…Talaash
Jhoot pe jo palay
Aaj hai woh udaas…Talaash
Nafraton main ghirain
Nochain apni hee laash
Jhoot pe jo palay
Aaj hai woh udaas
Choomain agar yeh zameen
Choo lein gaey hum aasman
Sochain abhi hum agar
Guzar jaein gaey imtihaan
If we look at international news the Pakistani
premier Mr. Bhutto has been hanged.
Saddar saahib ka tayyara aaj hawa main phat gaya.
News from India Mr. Rajiv Gandhi has been assassinated.
Bharti wazeer-e-aazam Indira Gandhi ko
aaj goli marr kar halaq kar diya giya.
Zehnee ghulaami say
Kaash hon hum aazad
Woh
Meri poori baat to sunn lo
Mein aik lafz aur nahin sunoon gee
Yeh gaana tum nay kis kay liye likha hai
Bolo kaun hai woh
Woh, kaun woh ?
Ziyada cool mat bano meray saath
Woh jis kay liye tum nay yeh shairy likhee hai
Oh woh
Dekha jhoot pakra gaya na batao kaun hai yeh woh
Woh, woh tum ho
Woh baatein woh waaday
Woh raatein woh yaadein
Woh hansee woh khushee
Woh shaamein woh mulaqaatein
Woh aetaraaf woh aetaraaz
Woh intizaar woh iqraar
Woh saroor woh sakoon
Woh qasam woh lagan
Woh chahatein qurbatein
Jab poocha mein nay kaisay girtee hai bijlee To aankhein utha keh gira dein
Jab poocha mein nay kaisay hoti hai baarish
To kehnay lagee “Acha ziyada makhan na lagao”
Woh iqraar woh israar
Woh aas woh awaaz
Woh nazar woh safar
Sab kuch yaad hai mujhe