DVD'S
T H E V I D E O S
ALLAH huYeh Zameen Jub Na Thi, Aasman Jub Na Tha
Chand Sooraj Na The, Yeh Jahan Jub Na Tha
Raz-E-Haq Bhi Kisi Per Ayaan Jub Na Tha
Jub Na Tha Kuch Yahan
Tha Magar Tu Hi Tu
Allah Hu……
Aaye Miraj Se Arsh Per Mustafa(P.B.U.H)
Na To Mabood Aur Bande Main Parda Raha
Tab Malaiak Ne Hazrat Se Jhuk Kar Kaha
Sari Mahlooq Main Haq Numa Tu Hi Tu
Allah Hu….
azadi
Junoon sey,
Aur ishq sey,
Milti hai…Azadi
Tanzeem , itehad, eemaan,
Quid ka peghaam,
Tanzeem , itehad, eemaan,
Khawab key paak meharabaan,
Jaisay rooh, jissam o jaan.
Janta hai sara jahan
Junoon sey, aur ishq sey
Milti hai…azadi
Qurbani ki bahoon mein..milta hai azadi
Junoon sey aur ishq sey milti hia azadi
Tauheed, ijtehad, nezaam…
Momin ki pehchaan,
Tauheed, ijtehad, neezam…
Jab sab imtehaan,
Zahir, ghaib ka neeeshaan…
Sar zameen-e-Pakistan…
Junoon sey, aur ishq sey
Milti hai…azadi.
Kurbaani ki bahoon mein,
Milti hai azadi,
Junoon sey aur ishq sey milti hai azadi
Junoon !!!!
Junoon sey, aur ishq sey
Milti hia…azadi
Qurbani ki bahoon mein
Milti hia azadi
Junoon sey aur ishq sey,
Milti hai azadi
Ehtesaab
Dil ruba dil nasheen
Dil fareb aur haseen
Luvs yeh hongey kahin
Hum ney to dekhey nahin
Apne to har taraf
Aik hee tasveer hay
Tum kaho kya meri
Bas yahi takdeer hay
No sir! Na janaab! Ehtesaab bas ehtesaab!
Ehtesaab, ehtesaab
Ehtesaab bolo ehtesaab
Ehtesaab ehtesaab
Ehtesaab kaho ehtesaab
Kitni ankhen dekhen gee
Adhi sadi purana khwab
Ehtesaab ehtesaab
Ehtesaab bas ehtesaab
Ehtesaab bas ehtesaab
Kitni bar pukaren gey
Zindabad aur murdabad
Ehtesaab bolo ehtesaab
Ehtesaab kaho ehtesaab
Kitni ankhen soengee
Kitney chehrey mur jaengey
Kitni sadiyan roengey
To hasney ke din aaingey
Abhi kitni ankhen soengee
Apni aik tabeer ko
Kab tak dhoondey ga woh khwab
Har sawal ka jawab
Ehtesaab bas ehtesaab
Ehtesaab ehtesaab
Ehtesaab bas ehtesaab
Kitni ankhen dekhen gee
Adhi sadi purana khwab
Ehtesaab ehtesaab
Ehtesaab bolo ehtesaab
Ehtesaab kaho ehtesaab
Kitni bar pukaren gey
Zindabad aur murdabad
Ehtesaab ehtesaab
Ehtesaab bolo ehtesaab
Ehtesab ehtesaab
Ehtesaab kaho ehtesaab
Ehtesaab bolo ehtesaab
Ehtesaab kaho ehtesaab
Ehtesaab bolo ehtesaab
Ehtesaab kaho ehtesaab
Ehtesaab bolo ehtesaab
Ehtesaab kaho ehtesaab
Ehtesaab bolo ehtesaab
Ehtesaab kaho ehtesaab
Bulleya
Bulleya, ke jana mein kaun [Bulleya, who am I?
Na momin vich maseetan [I am not a believer in a mosque
Na vich kufr de ritan [And I don’t have any pagan ways.
Na mein paakaa vech palitan [I am not pure. I am not vile.
Na mein Moosa, na Firaon [I’m not Moses and I’m not Pharaoh.
Bulleya, ke jana mein kaun [Bulleya, who am I?
Awwal aakhir aap noon jana [First and last, I see the self.
Na mein koi duja hor pichana [I recognize no second to it.
Mein to ajna koi sayana [No one is more knowing than me,
O Bulleya ho, Bulleya, ke jana mein kaun [But, Bulleya who is it that I am?
Na mein aabi, na mein khaki [Water or dust are neither what makes me.
Na mein aatish na mein pon [I am not flame. I am not wind.
Na mein paakaa vech palitan [I am not pure. I am not vile.
Na mein Moosa, na Firaon [I’m no Moses and I’m no Pharaoh.
Bulley, ke jana mein kaun [Bulleya, who am I?
jazba junoon
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Apna ghar
Apni sar zameen
Sab kuch hai
Bas yaheen
Itna to hai hum ko yakeen
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Barhna hai Aagey har kadam
Jab tak hai dam mey dam
Barhna hai Aagey har kadam
Ho gi kabhi himmat na kam
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
lal meri pat
lal meri pat
Ho lal meri pat
Rakhyo bala jhoolay lalan o lal meri
Ho lal meri pat
Rakhyo bala jhoolay lalan sindhri da sevan da Sakhi Shahbaz Qalandar
Dama dam mast qalandar
Ali da pehla number
Dama dam mast qalandar
Sakhi Shahbaz Qalandar
Mawan noo bacharay dena vay peera
Behnan noo dena ae peer mala jhoolay lalan
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Sindhri da sevan da sakhi Shahbaz Qalandar
Char charagh teray balan hamesha
Panjvan balan ayo bala jhoolay lalan
Sindhri da sevan da sakhi Shahbaz Qalandar
Uncha roza peera tera
Hait wagay daray ao bala jhoolay lalan
Sindhri da sevan da sakhi Shahbaz Qalandar
Jo hum ne kaha woh kis ne suna
Ho lal meri pat
Rakhyo bala jhoolay lalan o lal meri
Ho lal meri pat
Rakhyo bala jhoolay lalan sindhri da sevan da Sakhi Shahbaz Qalandar
Dama dam mast qalandar
Ali da pehla number
Dama dam mast qalandar
Sakhi Shahbaz Qalandar
Ho lal meri…hooo lal meri
Char charagh teray balan hamesha
Char charagh teray balan hamesha
Panjvan balan ayo bala jhoolay lalan
Panjvan balan
Panjvan balan ayo bala jhoolay lalan
Sindhri da sevan da sakhi Shahbaz Qalandar
Dama dam mast qalandar
Ali da pehla number
Dama dam mast qalandar
Sakhi Shahbaz Qalandar
Ho lal meri…hooo lal meri
Meri awaz suno
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Karon kyun ghulami teri
Ghulami teri kyun zalaman
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Mangon na Khudai teri
Mangon mein to haq zalama
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Tere sang zamana sara
Khuda he mere sang zalama
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Sajnaa
Duniya ko thokraonga
Teri mohabbat mein bolaigi to
Mein sab say takraonga
Taray bhi lay aonga
Mein asmanoo say bolay gi to
Chanda bhi lay aonga
Pyaar mein jhooth bhi bolonga
Meri chahat hai ajeeb
Aur rakhonga sada mein tujhay…
Apnay dil kay qareeb
Sajnaa sajnaa sajnaa….
Itna bhi hoo kab deewana
Sajnaa sajnaa jaaaaaaa
Sajnaa…aisa kab ho jaisa ho mein
Sajna sajna jaaaaa
Kab tak samjhaonga
Dil ko jalounga, tadpaonga
Rahoo mein reh jaounga
Kab tak mein bhatkaonga
Khudh ko andheero mein bikraunga
Tarsounga mar jaounga
Yeh nahin ho sakay kay kabhi itna pagal mein nahin
Tu haseen hai magar yeh to kuch bhi nahin
Sajnaa sajnaa waisa kab ho jaisa ho mein
Sajnaa sajnaa jaaaaaaaa
sajnaa sajnaa sach tu ye hai ke jhoota hoon mein
Sajnaa sajnaa jaaaaaaaa
Yar bina
Yar bina dil mera nahin lagta
Piyar bina dil mera nahin lagta
Nahin lagta, nahin lagta
Yar bina dil mera nahin lagta
Piyar bina dil mera nahin lagta
Kuch mujhe yar ki judai mar gai
Kuch mujhe gher ki khudai mar gai
Khudai margai,judai mar gai
Yar bina dil mera nahin lagta
Piyar bina dil mera nahin lagta
Ho gai zindagi Parai yar ki
Kese aab men doon dhuai yar ki
Dhuai yar ki, dhuai yar ki
Yar bina dil mera nahin lagta
Piyar bina dil mera nahin lagta
Sayoonee
Sayoonee, Sayoonee
Chen ik pal Nahin. Aur koi hal Nahin
Sayoonee, Sayoonee
Chen ik pal Nahin. Aur koi hal Nahin
Sayoonee, Sayoonee
Kon morae muhar. kon morae muhar
Koi Sanval nahin
Sayoonee, Sayoonee
Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin
Sayoonee, Sayoonee
Kia Bashar ki Bisat, Kia Bashar ki Bisat
Aaj he kal nahin
Sayoonee, Sayoonee
Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin
Sayoonee, Sayoonee
Chor Meri Khata, Chor Meri Khata
Tu, to pagal nahin
Sayoonee Sayoonee
Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin
Sayoonee, Sayoonee