DVD'S
U N I T E D F O R P E A C E
BulleyaBulleya, ke jana mein kaun [Bulleya, who am I?
Na momin vich maseetan [I am not a believer in a mosque
Na vich kufr de ritan [And I don’t have any pagan ways.
Na mein paakaa vech palitan [I am not pure. I am not vile.
Na mein Moosa, na Firaon [I’m not Moses and I’m not Pharaoh.
Bulleya, ke jana mein kaun [Bulleya, who am I?
Awwal aakhir aap noon jana [First and last, I see the self.
Na mein koi duja hor pichana [I recognize no second to it.
Mein to ajna koi sayana [No one is more knowing than me,
O Bulleya ho, Bulleya, ke jana mein kaun [But, Bulleya who is it that I am?
Na mein aabi, na mein khaki [Water or dust are neither what makes me.
Na mein aatish na mein pon [I am not flame. I am not wind.
Na mein paakaa vech palitan [I am not pure. I am not vile.
Na mein Moosa, na Firaon [I’m no Moses and I’m no Pharaoh.
Bulley, ke jana mein kaun [Bulleya, who am I?
azadi
Junoon sey,
Aur ishq sey,
Milti hai…Azadi
Tanzeem , itehad, eemaan,
Quid ka peghaam,
Tanzeem , itehad, eemaan,
Khawab key paak meharabaan,
Jaisay rooh, jissam o jaan.
Janta hai sara jahan
Junoon sey, aur ishq sey
Milti hai…azadi
Qurbani ki bahoon mein..milta hai azadi
Junoon sey aur ishq sey milti hia azadi
Tauheed, ijtehad, nezaam…
Momin ki pehchaan,
Tauheed, ijtehad, neezam…
Jab sab imtehaan,
Zahir, ghaib ka neeeshaan…
Sar zameen-e-Pakistan…
Junoon sey, aur ishq sey
Milti hai…azadi.
Kurbaani ki bahoon mein,
Milti hai azadi,
Junoon sey aur ishq sey milti hai azadi
Junoon !!!!
Junoon sey, aur ishq sey
Milti hia…azadi
Qurbani ki bahoon mein
Milti hia azadi
Junoon sey aur ishq sey,
Milti hai azadi
jazba junoon
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Apna ghar
Apni sar zameen
Sab kuch hai
Bas yaheen
Itna to hai hum ko yakeen
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Barhna hai Aagey har kadam
Jab tak hai dam mey dam
Barhna hai Aagey har kadam
Ho gi kabhi himmat na kam
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
saqi nama
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey
Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Jigar say wohi teer phir par kar
Tamanna ko seenon main bedar kar
Jawanon ko sozi jigar bakhsh de
Mera ishq meri nazar bakhsh de
Pila de mujhe woh may pardah soz
Keh aati nahin fasl-e-gul roz roz
Woh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat
Woh may jis say hai mastee-e-kainaat